(1)
Main sung bhi to nahin hon na aieena hon
Tumhare samne yeh sochta hon main
Tumhein pata nahin kiyon lakdiyn sulagtein hain
Tumhare pas hon kab se kah rah ho main
Kabhi kabhi to sitare bhi toot jate hain
Ager tum aise nahin ho to kya pata hon main
Woh mahtab mere samne jab aata hai
Na jane iks liyy pairon ko dakhta hon main
Yeh char payi khan le ke jarahein hain log
Kiyon itne dair talak aaj so raha hon main
(2)
hum apna ishq to sab se chhipana chahte the
mager chirag hawa ko jalana chahtein hain
hamein bhi shauq tha deewar-o-dar khurachne ka
tumhara dil bhi kabhi hum bhi dukhana chahtein hain
jo khoob ghomte sab ki nazar main kya aate
magar who sath khan aana jaana chahtein hain
yeh laghzishein bhi tere wasl ki tamanna hain
hum eik lamhe ko apna bnana chahtein hain
|
|
|