|
K e h m a n
|
|
Allama Shariq
Jamal Nagpur
|
|
|
Anvar Shekh |
| |
Manzar
door Urdu ke Shahar se rehkar
shayar matabar yeh Anvar shekh
sanaf kehmann ke ban gaye mojad
qissa mukhtasar yeh Avar shekh
dekhte hain adab ka fun ka farogh
kam ke hain bashar yeh Anvar shekh
Kehman
ahle Urdu kahenge Anvar shekh
zinda baad apka fun aijad
jabtak Urdu zuban hai apka yeh
rahe abaad kharmann aijad
Sabir Azeem Karachi marge Adu
Manzar
apne adu ki maut pe ek shakhsh khush hua
kahne laga ke achha hua jald mar gaya
is ne mujhe sataya bahut dukh diya mujhe
is ke sitam ne chain se jine nahin diya
muddat ke baad mujhko mili jabar se nijat
main hi nahin hoon khush hain mere sare aqraba
voh mar gaya to zindagi uljhan se bach gayee
meri murad poori hui aaj ai khuda
Kehman
bas char din ki chandani hoti hai zindagi
phir iske bad hoga andheron ka silsila
dushman ki maut par naa kar izhar sar khushi
har shakhsh ko hai chakhna maza apni maut ka |
|
|
|
Kehman :-
1 | 2
| 3 | 4
| 5 | 6 |
|
|
|
Adbi
Links |
|
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^ |
|
|
| |
|
Urdu
Adab |
|
^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^ |
|
|
| |
|
UrduNet
Channels |
|
|
|